Wednesday, March 10, 2010

Dancing Beauties






wow 5 6 7 8 is on the move...they r performing now here.....In our PAACET FESTIVAL '10......it will be awesome......

Sound sytem and lighting





Another exciting thing about our PAACET FESTIVAL'10 is that the sound system and light is provided by India's no:1 Reynolds,Banglore..........So come on guys lets bounzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz

Sunday, March 7, 2010

PAACET FESTIVAL

muche thumse muhabath hain

mujhe tumse mohabbat hai deewanagi ki haddh tak
deewana mujhe banaao na deewanagi ki haddh tak
aye sanam mujhse puchho kitni chahat hui hai - 2) - 2
mujhe tumse mohabbat hai deewanagi ki haddh tak
deewana mujhe banaao na deewanagi ki haddh tak

(yeh khel nahi hai dil kisise lagana
tum dil ko lagake mujhe bhul na jaana) - 2
aye sanam mujhse puchho kitni ulfat hui hai - 2
mujhe tumse mohabbat hai deewanagi ki haddh tak
deewana mujhe banaao na deewanagi ki haddh tak

(kyun chain mera ab khone laga hain
tumhe kya bataaun kya hone laha hain) - 2
aye sanam mujhse puchho kaisi haalat hui hai - 2
mujhe tumse mohabbat hai deewanagi ki haddh tak
deewana mujhe banaao na deewanagi ki haddh tak
aye sanam mujhse puchho kitni chahat hui hai - 2
(mujhe tumse mohabbat hai deewanagi ki haddh tak
deewana mujhe banaao na deewanagi ki haddh tak) - 2

jab dil mile

Hey hey hey, hey hey hey hey hey - 2
Jab dil mile dilon ko kya mila - 2
Mere dil se poochh zara

Tere dil ne hai mere dil se kaha - 2
Hum dono ko pyaar mila

Jab dil mile dilon ko kya mila - 2
(Humse ab log roothe ke chaahe mane
Humko parwaah nahin jo bhi baatein bane) - 2

Pyaar ki raah par hum rawaana hue
Tez hai yeh kadam, tez hain dhadkanein

Dhadkan ka hai jo saara silsila - 2
Mere dil se poochh zara

Dhadkan ne hai yeh dhadkan se kaha - 2
Hum dono ko pyaar mila

Jab dil mile dilon ko kya mila - 2

Na na na na na na na na na na
Na na na na na na na
Na na na na na na na na na na
Na na na na na na na, aah
(Jab se hain teri baahon mein baahein meri
Kitni aasaan lagti hain raahein meri) - 2

Kitni khoyi si hain, kitni hairaan hain
Yeh nigaahein teri yeh nigaahein meri

Aankhon ne hai jo aankhon se kaha - 2
Mere dil se poochh zara

Chupke se hai nigaahon ne kaha - 2
Hum dono ko pyaar mila

Jab dil mile dilon ko kya mila

Jab dil mile dilon ko kya mila

Mere dil se poochh zara

Na na na na na, na na na na na

La la la la la la la la la

Na na na na na, na na na na na

La la la la la la la la la

munna bai

Chanda mama so gaye sooraj chachu jage
Dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhage

Chanda mama so gaye sooraj chachu jage
Dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhage
Ek kahani khatam to dooji shuru ho gayi mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, manu
Subah ho gayi mamu, mamu, re manu
Chanda mama so gaye sooraj chachu jage
Dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhage

Chanda mama so gaye sooraj chachu jage

Kitne sikke jode sabko yeh chinta hai
Jeevan hai ik bank pal pal ko ginta hai
Kitne sikke jode sabko yeh chinta hai
Jeevan hai ik bank pal pal ko ginta hai
Dekho apne pyaar ki saving javan ho gayi mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, re mamu

Kaise hanste jaayen jab koi rota hai
Kisi ka dil jo tode kaise vo sota hai
Kaise hanste jaayen jab koi rota hai
Kisi ka dil jo tode kaise vo sota hai
Aa main tere aansu ponchhu are rumaal de na mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, re mamu
Chanda mama so gaye sooraj chachu jage
D ..Dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhage
Chanda mama so gaye sooraj chachu jage
Dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhage
Ek kahani khatam to dooji shuru ho gayi mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, manu
Subah ho gayi mamu, mamu, re manu
Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main,
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai
Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main,
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai.
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai.

Tumpe marte hain kyon, hum nahin jaante.
Aisa karte hain kyon, hum nahin jaante.
Band galiyon se chup chup ke, hum guzarne lage.
Saari duniya se rah rah kar, hum to darne lage.
Hai ye kya karne lage.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai.
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai
Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main,
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai.
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai.

Teri baaton mein ye, ek shararat si hai.
Mere honton pe ye, ek shikayat si hai.
Teri aankhon ko aankhon se, choomne hum lage.
Tujhko baahon mein le lekar, jhoomne hum lage.
Hai ye kya karne lage.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai.
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai.
Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, Kya yahi pyar hai,
Haan yahi pyar hai, Haan yahi pyar hai